Like a dry leaf on water waves, that can not do much to control the circumstances, but can enjoy the current moment
Friday, February 09, 2007
Aye mere pyaare watan
Aye mere pyaare watan aye mere bichhade chaman tuz pe dil kurbaan
too hee meree aarajoo, too hee meree aabaru, too hee meree jaan
tere daaman se jo aaye, un hawaaon ko salaam
choom loo main us jubaan ko jis pe aaye teraa naam
sab se pyaaree subah teree, sab se rangee teree shaam
maa kaa dil banake kabhee seene se lag jaataa hain too
aaur kabhee nanheesee betee ban ke yaad aataa hain too
jitanaa yaad aataa hain mujhko, utanaa tadapaataa hain too
chhodakar teree jameen ko door aa pahuche hain hum
fir bhee hain yehee tamannaa tere jarro kee kasam
hum jahaan paidaa huye, us jagah hee nikale ye dam
Aye mere pyaare watan aye mere bichhade chaman tuz pe dil kurbaan
too hee meree aarajoo, too hee meree aabaru, too hee meree jaan
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment